Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeIshq Par Zor Nahin (1970)
HomeIshq Par Zor Nahin (1970)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


sach kehti hai duniyaa isaq pe zor nahin ye pakka dhaaga hai ye kachchi dor nahin isaq pe zor nahin isaq pe zor nahin sach kehti hai duniyaa isaq pe zor nahin aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa jhuth hai ye to phir zulmi saanwariya khaa ke kasam meri beech bajariyaa jhuth hai ye to phir zulmi saanwariya khaa ke kasam meri beech bajariyaa keh de koi aur hai tu mera cheet chor nahin sach kehti hai duniyaa isaq pe zor nahin jo mit jaaye re wo daag nahin ye jo bhujh jaaye wo aag nahin ye jo mit jaaye re wo daag nahin ye jo bhujh jaaye wo aag nahin ye jo tham jaaye wo ye ghata ghanghor nahin sach kehti hai duniyaa isaq pe zor nahin aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa hum dono iss prem ke rogi chhod ke jag aaja ban jaayen jogi hum dono iss prem ke rogi chhod ke jag aaja ban jaayen jogi iss rog ki duniyaa mein dawaa kuchh aur nahin sach kehti hai duniyaa isaq pe zor nahin isaq pe zor nahin isaq pe zor nahin sach kehti hai duniyaa isaq pe zor nahin isaq pe zor
mehbooba teri tasveer kis tarah main banaaun hmmm hmmm hmmm teri zulfon ki daastaan kis tarah main sunaaun hmmm hmmm hmmm haaaaaa aaaaa mehbooba teri tasveer tere liye kahoon koi baat tere liye sochun koi naam main to bas deewana ho gayaa nahin mere bas kaa ye kaam tere jaisa koi kahin dekha naa sunaa hai mehbooba mehbooba teri tasveer kis tarah main banaaun hmmm hmmm hmmm taare maujen rutt aur jaam nagmen paimaane but aur phool sab teri raahon ki khaakh sab tere kadmon ki dhool tere jaisa koi kahin dekha naa sunaa hai mehbooba mehbooba teri tasveer kis tarah main banaaun hmmm hmmm hmmm nazron se dekha hai tujhe aataa nahin phir bhi yakeen kyunke meri duniyaa ke log hote nahin itne haseen tere jaisa koi kahin dekha naa sunaa hai mehbooba mehbooba teri tasveer kis tarah main banaaun hmmm hmmm hmmm teri zulfon ki daastaan kis tarah main sunaaun hmmm hmmm hmmm haayeeeeee mehbooba teri tasveer
o mere bairaagi bhanwara mujhe tadpaao naa kali ke chhote se dil ko thes lagaao naa o mere bairaagi bhanwara mujhe tadpaao naa kali ke chhote se dil ko thes lagaao naa aao naa hoooo hooo hoooo ooooo ooooo hooooo ooooo oooo ooooo oooo oooo aayi purab se hawaa mausam rang bhara chamke bijuriyaa aayi purab se hawaa mausam rang bhara chamke bijuriyaa main hoon saawan ki ghata pyaar ke parbat tum saanwariyaa main baras jaaun main baras jaaun tum apni pyaas bhujaao naa o mere bairaagi bhanwara mujhe tadpaao naa tumhre pyaar bina roop mera badnaam rahega tumhre pyaar bina roop mera badnaam rahega kitne roz bhala aur kali mera naam rahega phool ban jaaun main phool ban jaaun main khil ke gale se laagao naa o mere bairaagi bhanwara mujhe tadpaao naa aao naa hoooooo oooooo ooooooo sapna ban ke mile aur bichhad chale ban ke saaya sapna ban ke mile aur bichhad chale ban ke saaya aisa karna tha to shabnam ko kyun shola banaya aag lagaayi aag lagaayi hai to phir ye aag bhujaao
aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa tum mujhse door chale jaana naa main tum se door chali jaaungi tum mujhse door chale jaana naa main tum se door chali jaaungi tum mujhse door chale jaana naa main tum se door chali jaaungi main thi anjaan jee ki baaton se anjaani pyaar ki baaraton se main thi anjaan jee ki baaton se anjaani pyaar ki baaraton se doli banane chali thi main arthi bani mere haathon se tum mujhse door chale jaana naa main tum se door chali aaaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa socha tha pyaar karke chori se main tumko baandh loongi dori se socha tha pyaar karke chori se main tumko baandh loongi dori se kya tha pata chhup jaayega chanda yun ruth ke chakori se tum mujhse door chale jaana naa main tum se door chali jaaungi kya meri preet birah ki maari aansun mein doob gayi chingari kya meri preet birah ki maari aansun mein doob gayi chingari main tum se haar gayi tum jeete tum mujhse jeet gaye main haari tum mujhse
ye dil deewana hai dil to deewana hai deewana dil hai ye dil deewana aaaa haaaa haaaa aaaa haaaa haaaa ye dil deewana hai dil to deewana hai deewana dil hai ye dil deewana aaaa haaaa haaaa kaisa bedardi haiiiiiii kaisa bedardi hai iski to marzi hai jab tak jawaani hai ye rutt suhaani hai nazren judaa naa hon armaan khafaa na hon dilkash bahaaron mein chhup ke chanaron mein yun hi sadaa hum tum baithe rahen gum sum wo bewafaaa jo kahe humko jaana hai ye dil ye dil deewana hai dil to deewana hai deewana dil hai ye dil deewana aaaa haaaa haaaa bechain rehta haiiiiii bechain rehta hai chupke se kehta hai mujhko dhadakne do shola bhadakne do kaanton mein kaliyon mein saajan ki galiyon mein phera lagane do chhodo bhi jaane do kho to naa jaaunga main laut aaunga dekha suna samjhe achhchhaa bahaana hai ye dil ye dil deewana hai dil to deewana hai deewana dil hai ye dil deewana aaaa haaaa haaaa saawan ke aate hiiiiii saawan ke aate hi baadal ke chhate hi phoolon ke mausam
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ishq Par Zor Nahin Ishq Par Zor Nahin (1970) 04:01 20594
 
Poster of Ishq Par Zor Nahin (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhana
Raag- 
Pilu
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:01   Song Number : 20594   

Mehbooba Teri Tasveer Ishq Par Zor Nahin (1970) 05:45 13383
 
Poster of Ishq Par Zor Nahin (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 05:45   Song Number : 13383   

O Mere Bairagi Bhanwara Ishq Par Zor Nahin (1970) 04:45 13384
 
Poster of Ishq Par Zor Nahin (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhana
Duration : 04:45   Song Number : 13384   

Tum Mujhse Door Chale Ishq Par Zor Nahin (1970) 05:05 12090
 
Poster of Ishq Par Zor Nahin (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhana
Duration : 05:05   Song Number : 12090   

Ye Dil Deewana Hai Ishq Par Zor Nahin (1970) 04:47 21434
 
Poster of Ishq Par Zor Nahin (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dharmendra, Sadhana
Duration : 04:47   Song Number : 21434